sadak ke kisi chor par ek mudta mod hai pyar kisi rumani kitab ka ek muda hua panna hai pyar jo kagaj par utarkar dil ko sukun de gaya woh ek lafj hai pyar kisi mein khokar jo mil gaya woh ajnabi humsafar hai pyar. aur usi pyar ke ahsas jaisi madhur rachna hai aapki.khuda mukammal kare har aarzoo aapki. from rajesh raj
chalte rahe jindagi ki tez dhoop mein veeran dil ko liye choti si aas mein na jaane kahan se chale aur kahan pahunch gaye wafa ki talash mein. kai baar gire, girkar uthe,uthkar phir chal pade aur chalte hi rahe,ek kshitij vihin aakash mein, wafa ki talash mein. har paid mein chaya talashte rahe umara bhar ke liye tamanna puri na kar paya koi bhi paid aur hum bhatakte rahe kabhi ashok mein kabhi palash mein,wafa ki talash mein
5 ...Kindly express ur views here/विचार प्रकट करिए..:
अच्छी रचना ,बधाई
धन्यवाद अजय कुमार जी..!!
hi aap ki kvitaye hme sukun deti hai
bs aap se ek baar baat krni hai agar aap uchit smje
ASHUTOSH MISHRA
MEDIA SERVICES VARANASI
9838699655
8081837770
sadak ke kisi chor par ek mudta mod hai pyar
kisi rumani kitab ka ek muda hua panna hai pyar
jo kagaj par utarkar dil ko sukun de gaya
woh ek lafj hai pyar
kisi mein khokar jo mil gaya woh ajnabi humsafar hai pyar.
aur usi pyar ke ahsas jaisi madhur rachna hai aapki.khuda mukammal kare har aarzoo aapki.
from rajesh raj
chalte rahe jindagi ki tez dhoop mein
veeran dil ko liye choti si aas mein
na jaane kahan se chale aur kahan pahunch gaye
wafa ki talash mein.
kai baar gire, girkar uthe,uthkar phir chal pade aur chalte hi rahe,ek kshitij vihin aakash mein, wafa ki talash mein.
har paid mein chaya talashte rahe
umara bhar ke liye
tamanna puri na kar paya koi bhi paid
aur hum bhatakte rahe kabhi ashok mein kabhi palash mein,wafa ki talash mein
Post a Comment